以下は曲の歌詞です Ratjage 、アーティスト - Gajendra Verma 翻訳付き
原文と翻訳
Gajendra Verma
Ishq mein ratjage
Hain hone ab lage
Kare ye dil kya
Tu hai mehram mera
Mein bas hun tera
To Mushkil kya
Tujhko khud mein utaar lun
Jaise seene mein saansein
Bin tere andar hi andar
Gadti hain mere faasein
Tu, tu yaara mera dil
Tu yaara meri jaan
Tu har armaan
Haan tu sang hain mere
Main Shukre Khuda
Main sajde kara
Chandasa Mukhda tera
Aise aankhon mein bhara
Jaise hothon pe dhara tera naam
Bin tere na din uga
Na to raaton ka paata
Sari duniya mein sham hi sham
Tere sang sang chali gayi
Mere hasne ki baatein
Meri aankhon ke niche ab
Aagayi Kaali raatein
Tu, tu yaara mera dil
Tu yaara meri jaan
Tu har armaan
Haan tu sang hain mere
Main Shukre Khuda
Main sajde kara
Channa Ve teri yaad sataye
Channa Ve mujhe chain na aaye
Channa Ve tu jo laut ke aaye
To dil mera shukar manaye
Aajave meri dhoopo ke saaye
Aajave mujhe meh jalaye
Aajave mujhe hizar mitaye
Mile to mujhe sab miljaye
様々な言語の楽曲
あらゆる言語への高品質な翻訳
必要なテキストを数秒で見つけます