以下は曲の歌詞です Mushkil Badi 、アーティスト - Gajendra Verma 翻訳付き
原文と翻訳
Gajendra Verma
Um, tum to bas tum ho tumhari koi baat aur hai…
Main khicha chala aata hun mujh pe na koi jor hai
Ho… tum, tum to bas tum ho tumhari koi baat aur hai…
Main khicha chala aata hu mujh pe na koi jor hai
Tujhe jahan se main chupa lun kahin
O tere sang ghar bana lun kahi
Ab dil mera kahin lagta nahi
O tere bin hai mushkil badi…
Ab dil mera kahin lagta nahi
O tere bin hai mushkil badi…
Ye sham hasin hai lekin ye mujhe raas aati nahi
Jo tu door baithi hai kyun mere paas aati nahi
Ye sham hasin hai lekin ye mujhe raas aati nahi
Jo tu door baithi hai kyun mere paas aati nahi
Teri nazar se door ho jaun kahin
Is bheed mein na kho jaun kahin
Ab dil mera kahin lagta nahi
O tere bin hai mushkil badi…
Ab dil mera kahin lagta nahi
O tere bin hai mushkil badi…
様々な言語の楽曲
あらゆる言語への高品質な翻訳
必要なテキストを数秒で見つけます