以下は曲の歌詞です Do Sadiyon Ke Sangam 、アーティスト - Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy 翻訳付き
原文と翻訳
Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy
Ek sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera\nSamay na daale kahin bhi deraa\nEk samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan — 2\nDo sadiyon ke beech uthi — 2\nEhsaas ki ek deewar — 2\nIs deewar ke peeche jaa ke — 2\nBhes badalta yeh samay — 2\nKya karta hai shringaar\nDo sadiyon ke sangam par milne aaye hain — 2\nEk sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera\nSamay na daale kahin bhi deraa\nEk samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan — 2\nNeele rang ke is daavan mein kitne sukun bhare lamhe hain\nNeele neele rang mein rooh ke saare geet ghule hain\nSurkhi jaise garam lahoon hai, chhalak sharaab hai surkhi\nSurkhi taaza zakhm jaise khilta gulaab hai surkhi\nHaan, jism mein behti saari surkhi, rooh ke saare neele nagme\nDo sadiyon ke sangam par milne aaye hain — 2\nEk sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera\nSamay na daale kahin bhi deraa\nEk samay lekin do sadiyaan, do sadiya
様々な言語の楽曲
あらゆる言語への高品質な翻訳
必要なテキストを数秒で見つけます