Chand Ka Tukda - Tony Kakkar

Chand Ka Tukda - Tony Kakkar

Год
2020
Язык
`英語`
Длительность
279520

以下は曲の歌詞です Chand Ka Tukda 、アーティスト - Tony Kakkar 翻訳付き

歌詞 " Chand Ka Tukda "

原文と翻訳

Chand Ka Tukda

Tony Kakkar

Duniya kehti tumko chand ka tukda

Duniya kehti tumko chand ka tukda

Na samajh hai wo unhein pata nahin

Na samajh hai wo unhein pata nahin

Ke chand tumhaara hai tukda

Duniya kehti tumko chand ka tukda

Na samajh hai wo unhein pata nahin

Na samajh hai wo unhein pata nahin

Ke chand tumhaara hai tukda

Duniya kehti tumko chand ka tukda

Ghar se na niklon tum kabhi bhi shaam ko

Bhool jaayenge log dekhna chand ko

Bina shringaar kitna chehre pe noor hai

Mehkhano mein bhi nahin wo naino mein suroor hai

Naino mein suroor hai

Nahin dekhna taj mahal ab

Dekh liya tera mukhda

Na samajh hai wo unhein pata nahin

Na samajh hai wo unhein pata nahin

Ke chand tumhaara hai tukda

Duniya kehti tumko chand ka tukda

Sooraj ki laali teri honthon pe rehti hai

Nadiyan deewani tere ashkon se behti hai

Sangmarmar sa badan khuda ne taraasha hai

Tujhe kya pata tera samandar bhi pyaasa hai

Samandar bhi pyaasa hai

Shringaar ki nahin zaroorat kitna sundar mukhda

Na samajh hai wo unhein pata nahin

Na samajh hai wo unhein pata nahin

Ke chand tumhaara hai tukda

Duniya kehti tumko chand ka tukda

200万曲以上の歌詞

様々な言語の楽曲

翻訳

あらゆる言語への高品質な翻訳

クイック検索

必要なテキストを数秒で見つけます