Main Jaaonga - Sifar

Main Jaaonga - Sifar

  • リリース年: 2011
  • 言語: マオリ語
  • 間隔: 3:27

以下は曲の歌詞です Main Jaaonga 、アーティスト - Sifar 翻訳付き

歌詞 " Main Jaaonga "

原文と翻訳

Main Jaaonga

Sifar

Usne ye kaha

Kyun hai tu khafa

Teri zindagi mein

Hai vo pal aana bhi bacha

Kyun kho kar yakin

Apni aawaz mein

Tera aasman hai

Tera hi to hai jahan

Mere lekin kuch din hain aise

Aaj hun par kal naa jaane kahan

Main jaaonga

Ek din magar main Jaaonga

Usne ye kaha

Tu hai aazad fir

Teri har khushi mein hai

Teri zid teri manzil

Gum hokar yu kahin

Iss jhoothe gaaon mein

Naa khona tu yakin

Tere sang hai mera ye dil

Mere lekin kuch din hain aise

Aaj hun par kal naa jaane kahan

Main jaaonga

Ek din magar main Jaaonga

Mujhse yu kyun khafa hai tu

Kyun ye doori, kyun juda hai tu

Khokar apne dil ki ye aawazein

Apni manzil se fanaa hai tu

Main chahunga tujhko magar

Main Jaaonga

このアーティストの他の曲:

1

You Got Me Wrong

Sifar • 2016

2

Chal Diye

Sifar • 2011

3

Far Away

Sifar • 2016

4

TV

Sifar • 2011

サイト上の新しいテキストと翻訳:

200万曲以上の歌詞

様々な言語の楽曲

翻訳

あらゆる言語への高品質な翻訳

クイック検索

必要なテキストを数秒で見つけます