以下は曲の歌詞です Suna Suna (From “Krishna Cottage”) 、アーティスト - Shreya Ghoshal 翻訳付き
原文と翻訳
Shreya Ghoshal
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Aakar mujhe tum tham lo Manzil teri dekhe rasta
Mud ke zara ab dekh lo Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Bichhde bhi ham jo kabhi raston main
To sang sang rahungi sada
Kadmon ki aawaaz sun ke chalungi
Tumhe dhoond loongi sada
Bhooli mohabbat ki yeh khushbuye hain
Hawaon main phaili hui
Chhu kar mujhe aaj mahsoon kar lo Vo yadein meri unchhui
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Vadon ke dhagon main hum tum bandhe hain
Zara dor tum tham lo Bahon main phirse pighal jane do mujhko
Phirse mera naam lo Main vo shama hoon jo roshan tumhe karke
Khud to pighal jaungi
Subah ka sooraj tumhare liye hai
Main hoon raat dhal jaungi
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Mud ke zara ab dekh lo Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
様々な言語の楽曲
あらゆる言語への高品質な翻訳
必要なテキストを数秒で見つけます