Na Hai Zameen Na Aasman - Sadhana Sargam, Amit Kumar

Na Hai Zameen Na Aasman - Sadhana Sargam, Amit Kumar

Год
1992
Длительность
441370

以下は曲の歌詞です Na Hai Zameen Na Aasman 、アーティスト - Sadhana Sargam, Amit Kumar 翻訳付き

歌詞 " Na Hai Zameen Na Aasman "

原文と翻訳

Na Hai Zameen Na Aasman

Sadhana Sargam, Amit Kumar

sa: (na hai zamin, na aasmaan

laaye kahaan ho hamko

a: baadal nagar hai mera ghar

laaya jahaan hu tumko) -2

sa: chhodo hansi, baadal mein bhi, koi bhala rahta hai

a: a dekh le in aankhon se, deevaana sach kahta hai

sa: na hai zamin, na aasmaan

laaye kahaan ho hamko

a: baadal nagar hai mera ghar

laaya jahaan hu tumko

sa: teri is nagri mein, kaise raste hain en

a: pair sitaaron par rakhkar chalte hain en

sa: teri is nagri mein, kaise raste hain en

a: pair sitaaron par rakhkar chalte hain

sa: ik taara vo chalta hai jo, de do mujhe vo nagina

a: ab chaand hai bindiya teri, soorat tera aaina

sa: na hai zamin, na aasmaan

laaye kahaan ho hamko

a: baadal nagar hai mera ghar

laaya jahaan hu tumko

sa: pyaar ke ye do pal, hamko gheren hain en

a: dhundhle ujaale hain en en, ujle andhere hain en

sa: pyaar ke ye do pal, hamko gheren hain en

a: dhundhle ujaale hain, ujle andhere hain

sa: ye pyaar ke baadal ghane kal ko pighal jaayen to

a: sun ai hasin ham vo nahin, ik din badal jaayen jo

sa: na hai zamin, na aasmaan

laaye kahaan ho hamko

a: baadal nagar hai mera ghar

laaya jahaan hu tumko

sa: chhodo hansi, baadal mein bhi, koi bhala rahta hai

a: a dekh le in aankhon se, deevaana sach kahta hai

sa: (hun hun hun hun

a: hun hun) -2

sa: la la la la la, la-la-la

a: (hun hun hun hun

sa: hun hun) -2

both: la la la la la, la-la-la

200万曲以上の歌詞

様々な言語の楽曲

翻訳

あらゆる言語への高品質な翻訳

クイック検索

必要なテキストを数秒で見つけます