以下は曲の歌詞です Milti Hai Zindagi Men 、アーティスト - Lata Mangeshkar 翻訳付き
原文と翻訳
Lata Mangeshkar
milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi

hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi
hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi
sharma ke munh na pher nazar ke savaal par

laati hai aise mod pe qismat kabhi-kabhi
laati hai aise mod pe qismat kabhi-kabhi
milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi
khulte nahi hai roz dariche bahar ke
khulte nahi hai roz dariche bahar ke
aati hai jaan-e-man ye qayamat kabhi-kabhi
aati hai jaan-e-man ye qayamat kabhi-kabhi
milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi
tanha na kat sakege javani ke raste
tanha na kat sakege javani ke raste
pesh aayegi kisiki zarurat kabhi-kabhi
pesh aayegi kisiki zarurat kabhi-kabhi
milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi
phir kho na jaae ham kahi duniya ki bhid me

milti hai paas aane ki mohalat kabhi-kabhi
hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi
milati hai zidagi me mohabbat kabhi kabhi

様々な言語の楽曲
あらゆる言語への高品質な翻訳
必要なテキストを数秒で見つけます