以下は曲の歌詞です Tum Gagan Ke Chandrama Ho 、アーティスト - Lata Mangeshkar, Manna Dey 翻訳付き
原文と翻訳
Lata Mangeshkar, Manna Dey
Tum gagan ke chandrama ho
Mai dhara ki dhul hu
Mai dhara ki dhul hu
Tum pralay ke devta ho
Tum pralay ke devta ho
Mai samarpit phul hu
Tum ho puja mai pujari
Tum sudha mai pyaas hu
Tum sudha mai pyaas hu
Tum maha sagar ki seema
Mai kinare ki lahar
Tum maha sangit ke swar
May adhuri saaj bhar
Tum ho khoya mai hu chaya
Tum kshama mai bhul hu
Tum gagan ke chandrama ho
Mai dhara ki dhul hu
Mai dhara ki dhul hu
Aa aa aa aa…
Tum usha ki lalima ho
Bhor ka sindur ho
Mere prano ki ho gunjan
Mere man ki mayur ho
Tum ho puja mai pujari
Tum sudha mai pyas hu
Tum gagan ke chandrama ho
Mai dhara ki dhul hu
Mai dhara ki dhul hu
Tum gagan ke chandrama.
様々な言語の楽曲
あらゆる言語への高品質な翻訳
必要なテキストを数秒で見つけます