Sanwal - Junoon

Sanwal - Junoon

  • アルバム: Parvaaz

  • リリース年: 2016
  • 言語: セブアノ語
  • 間隔: 5:12

以下は曲の歌詞です Sanwal 、アーティスト - Junoon 翻訳付き

歌詞 " Sanwal "

原文と翻訳

Sanwal

Junoon

Yeh dil kiyoun tumhara

Itna bay yaqeen hai

Aisa to nahin hai

Keh sanwal nahin raha

Yeh dil kiyoun tumhara

Itna bay yaqeen hai

Aisa to nahin hai

Keh sanwal nahin raha

Issi dasht kay udhar hai koi dosra kinara

Issi dasht kay udhar hai koi dosra kinara

Wahan jao gaey to ho gaa koi muntazir tumhara

Yeh dil kiyoun tumhara

Itna bay yaqeen hai

Aisa to nahin hai

Keh sanwal nahin raha

-- guitar solo --

Yeh jo piyaas ka hai sehra

Issay paar karna ho gaa

Yeh jo piyaas ka hai sehra

Issay paar karna ho gaa

Kaee baar jeena ho gaa

Kaee baar jeena ho gaa

Kaee baar marna ho gaa

Yeh dil kiyoun tumhara

Itna bay yaqeen hai

Aisa to nahin hai

Keh sanwal nahin raha

Aisa to nahin hai

Keh sanwal nahin raha

Keh sanwal nahin raha

このアーティストの他の曲:

サイト上の新しいテキストと翻訳:

200万曲以上の歌詞

様々な言語の楽曲

翻訳

あらゆる言語への高品質な翻訳

クイック検索

必要なテキストを数秒で見つけます