
以下は曲の歌詞です Gori 、アーティスト - Junaid 翻訳付き
原文と翻訳
Junaid
Goray rang ka zamana kabhi ho ga na purana
gori dar tujhya kis ka hai tera to rang gora hai
tera to rang gora hai (2)
gori gori bahoon ko mazaa he kuch aur hai
neeli neeli aankhon ka nashaa he kuch aur hai (2)
goray rang ka nazaara lagay sab ko hi pyaara zaraa kar to ishaara goriyay
oo dar tujhay kis ka hai tera to rang gora hai
Goray rang ka zamana kabhi ho ga na purana
gori dar tujhya kis ka hai tera to rang gora hai tera to rang gora hai
Sanwala salona rang kitnon ko bhata hai
jissay dekho goriyon k peechay chala aata hai (2)
oo dar tujhay kis ka hai tera to rang gora hai
Goray rang ka zamana kabhi ho ga na purana
gori dar tujhya kis ka hai tera to rang gora hai tera to rang gora hai (2)
soyee soyee aankhon ka khumaar yaad rakhna
meethi meethi baaton ki bahar yaad rakhna (2)
goray rang ka nazaara lagay sab ko hi pyaara zaraa kar to ishaara goriyay
oo dar tujhay kis ka hai tera to rang gora hai
Goray rang ka zamana kabhi ho ga na purana gori dar tujhya kis ka hai tera to
rang gora hai tera to rang gora hai
Angela Maria • 1956
Ece Seçkin • 2024
Eloy • 1992
Jam in the Van, Trash Panda • 2023
Reinaldo • 2002
Çeşitli Sanatçılar, Alp Arslan, Faruk Salgar • 2012
I$$A • 2020
様々な言語の楽曲
あらゆる言語への高品質な翻訳
必要なテキストを数秒で見つけます