以下は曲の歌詞です Basie's Basement 、アーティスト - Jimmy Rushing, Count Basie 翻訳付き
原文と翻訳
Jimmy Rushing, Count Basie
Raaton ke andheron mein jab\nKhamoshi galyon mein ghoomay\nSayay bhi tum se kuch keh dein gay\nRahon ke kaanton pe chal ke\nDur andheron se nikal ke\nRang sab apnay badal ke…\nAa ga’ay ho phir yahan\nHo gayay ho aashna\nRoshni ke des mein\nTum bhi dekho gay kayee jalway!\nDhoondo ge sitaray to zamana tumhey dekhay ga\nAa ke tumharee yeh zindagee se khelay ga\nJalo ge zamanay ke jo sang tum chalo ge\nTum so na pao ge, doob jao ge!\nLikho jo naee daastan\nMitain gay Nahi phir nishaan!\nBhoolay se bhi woh na jaagain\nSayay se apnay woh bhagain\nJal Nahi paein gay phir diyay!\nDur anjaani iss dagar pe\nEk andheri rahguzar pe\nAas ki kirnon se dar ke…\nChal diyay ho tum kahan?\nDhoondtay kiss kay nishaan?\nShor ke bazaar mein\nHosh na ayay kabhi phir tumhein!\nDhoondo ge sitaray to zamana tumhey dekhay ga\nAa ke tumharee yeh zindagee se khelay ga\nJalo ge zamanay ke jo sang tum chalo ge\nTum so na pao ge, doob jao ge!\nBhula do yeh saara jahaan\nLikho ek naee daastan\nMitain gay Nahi phir nishaan!\nAa sang hamaray chal re\nAa buss yahi ek pal re\nMeray saayay mein tu chal,\nApni dunya se nikal,\nAa sab ko chor ke chal re…\nDhoonda hai sitaron ko, zamanay ko bhi dekhain gay\nAa ke tumharee hum zindagee se khelain gay\nLikhi hai apnee zindagi ki daastan\nMitay ga Nahi phir nishaan!
様々な言語の楽曲
あらゆる言語への高品質な翻訳
必要なテキストを数秒で見つけます