Har Ek Ghar Mein Diya - Jagjit Singh

Har Ek Ghar Mein Diya - Jagjit Singh

Год
2012
Длительность
411000

以下は曲の歌詞です Har Ek Ghar Mein Diya 、アーティスト - Jagjit Singh 翻訳付き

歌詞 " Har Ek Ghar Mein Diya "

原文と翻訳

Har Ek Ghar Mein Diya

Jagjit Singh

har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho -2

agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho -2

har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho

hukumatoN ko badalnaa to kuchh muhaal nahin -2

hukumatein jo badaltaa hai vo samaaj bhi ho -2

agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho -2

har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho

rahegi kab talak vaadoN mein qaid Khush-haali -2

har ek baar hi kal kyuN, kabhi to aaj bhi ho

agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho

har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho

na karte shor sharaabaa to aur kyaa karte -2

tumhaare shahar mein kuchh aur kaam kaaj bhi ho -2

har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho

agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho

Tell A Friend

200万曲以上の歌詞

様々な言語の楽曲

翻訳

あらゆる言語への高品質な翻訳

クイック検索

必要なテキストを数秒で見つけます