Abbu - EMIWAY BANTAI

Abbu - EMIWAY BANTAI

Год
2017
Язык
`英語`
Длительность
300730

以下は曲の歌詞です Abbu 、アーティスト - EMIWAY BANTAI 翻訳付き

歌詞 " Abbu "

原文と翻訳

Abbu

EMIWAY BANTAI

Aaj main jo kuch bhi hoon

Sabki wajah mere abbu

Sabse pyara aur sabse alag tu

Boht pyar tujhse lekin parantu

Nahi karta vyakt kyun ki Khud main magan hoon

Dikhata hu aisa lekin dharti gagan tu

Kash kar pata undo kyun ki life meri jhando

Jaisa karta pehle baat ab bilkul vaisa nahi hai

Papa khush mere aisa kuch shot nahi hai

Jo galat hai woh sahi hai, Jo sahi hai woh nahi hai

Jo nahi hai woh nahi leta our kitna chahye tujhe

Parshaniyan har baat pe dheyaan diya

Mujhe tune geyaan diya han tujhko maan liya

Tuhi dost tuhi pyar tuhi baap

Tuhi woh mujhe jo banna hai

Tu meri zinagi ka wo aik kitaab hai

Jiska maine parhna har aik paana hai

Main baap banna chahta hoon

Main baap banna chahta hoon

Main baap banna chahta

Tere jaisa, tere jaisa

Ankhein naam hoti meri jab dekhu

Main tere chehre ko

Chehre pe tere udasi toh takleef hai mereko

Par kyun hum main tujhs kehna chahta hu rehne do

Bas karo abbu aaj mujh kuch kehne do

200万曲以上の歌詞

様々な言語の楽曲

翻訳

あらゆる言語への高品質な翻訳

クイック検索

必要なテキストを数秒で見つけます