Mehfooz - ARKO

Mehfooz - ARKO

  • リリース年: 2020
  • 言語: インドネシア語
  • 間隔: 3:14

以下は曲の歌詞です Mehfooz 、アーティスト - ARKO 翻訳付き

歌詞 " Mehfooz "

原文と翻訳

Mehfooz

ARKO

Aye subah tu ja falak se

Laut ja zara

Raat tham ke kar rahi hai

Humse mashwara

Aye subah tu ja falak se

Laut ja zara

Raat tham ke kar rahi hai

Humse mashwara

Baadalon se kehdo jaa ke

Main fanaa hua

Bin bataaye, bin rijhaaye

Bas tera hua…

Mehfooz hai meri baahon mein

Ab se tu sadaa

Main chal padun teri raahon mein

Ab se yun sadaa

Mehfooz hai meri baahon mein

Ab se tu sadaa

Main chal padun teri raahon mein

Ab se yun sadaa…

Aye shiqaayat ab zaroorat naa rahi teri

Aye nasihat phir milenge, hai dua meri

Ab fasaana, Ab thikaana, tu mera huaa

Zindagi ka har bahaana, tu mera huaa

Mehfooz hai meri baahon mein

Ab se tu sadaa

Main chal padun teri raahon mein

Ab se yun sadaa

Mehfooz hai meri baahon mein

Ab se tu… sadaa

Main chal padun teri raahon mein

Ab se yun sadaa…

このアーティストの他の曲:

サイト上の新しいテキストと翻訳:

200万曲以上の歌詞

様々な言語の楽曲

翻訳

あらゆる言語への高品質な翻訳

クイック検索

必要なテキストを数秒で見つけます