Main Teri - Arijit Singh

Main Teri - Arijit Singh

  • リリース年: 2020
  • 言語: マダガスカル語
  • 間隔: 4:16

以下は曲の歌詞です Main Teri 、アーティスト - Arijit Singh 翻訳付き

歌詞 " Main Teri "

原文と翻訳

Main Teri

Arijit Singh

Main teri yaadon mein khoya

Main teri yaadon mein uljha

Main teri yaadon mein khoya

Main teri yaadon mein uljha

Teri yaadon ka hai samaa

Tere bin main, main na rahaa

Teri yaadon ka hai samaa

Tere bin main, main na rahaa

Shaam-o-seher kaise

Lagte zeher jaise

Tere bagair aise o…

Socha nahin kaise

Hoon darbadar jaise

Hogi basar aise o…

Khamoshiyan hain khata meri

Tanhaiyan hai sazaa meri

Samjha rahi hai ye dooriyan

Teri meri nazdeekiyaan

Haan teri yaadon ke gham hain

Hai teri yaadon ki khushiyaan

Haan teri yaadon ke gham hain

Hai teri yaadon ki khushiyaan

Tere bin jeena kya mera

Tere bin main, main na raha

Tere bin jeena kya mera

Tere bin main, main na raha

Sabko khabar hai ye

Meri seher hai tu

Kya bekhabar hai tu o…

Itni zara si toh

Haan hai tujhe kehni

Kehde nazar se tu o…

Kya itni hai majbooriyan

Kyun itni naa manzooriyan

Ik mukhtasar si baat hai

Phir zindagi bhar ka saath hai

Main teri yaadon mein jaaga

Main teri yaadon mein soya

Main teri yaadon mein jaaga

Main teri yaadon mein soya

Tere bin jeena kya mera

Tere bin main, main na raha

Tere bin jeena kya mera

Tere bin main, main na raha

200万曲以上の歌詞

様々な言語の楽曲

翻訳

あらゆる言語への高品質な翻訳

クイック検索

必要なテキストを数秒で見つけます