Judaa - Arijit Singh

Judaa - Arijit Singh

  • リリース年: 2019
  • 言語: スワヒリ語
  • 間隔: 5:34

以下は曲の歌詞です Judaa 、アーティスト - Arijit Singh 翻訳付き

歌詞 " Judaa "

原文と翻訳

Judaa

Arijit Singh

Aansuon ne nazar mein jagah banayi

Zindagi ka hissa bani tanhaai

Aansuon ne nazar mein jagah banayi

Zindagi ka hissa bani tanhaai

Poori hoke bhi poori na ho saki duaa

Tujhse judaa judaa huaa main judaa hua

Mujhse khafa khafa yahan mera Khuda hua

Kareeb se guzar gaya

Kyun mujhko tanha kar gaya

Kareeb se guzar gaya

Kyun mujhko tanha kar gaya

Khaali khaali dil mein ek dard aisa bhar gaya

Jiski kehte hain duniya mein koi nahi dawaa.

Tujhse juda juda huaa, main juda huaa

Mujhse khafa khafa yahan mera Khuda hua

Bewajah safar mein tha

Pal do pal nazar mein tha

Bewajah safar mein tha

Pal do pal nazar mein tha

Khamakha bhatak gaya

Accha bhala dil ghar mein tha

Kaise bin tere hogi ye zindagi bataa

Tujhse juda juda huaa, main juda huaa

Mujhse khafa khafa yahan mera Khuda hua

200万曲以上の歌詞

様々な言語の楽曲

翻訳

あらゆる言語への高品質な翻訳

クイック検索

必要なテキストを数秒で見つけます