Maa - Ankit Tiwari

Maa - Ankit Tiwari

  • リリース年: 2019
  • 言語: スワヒリ語
  • 間隔: 3:19

以下は曲の歌詞です Maa 、アーティスト - Ankit Tiwari 翻訳付き

歌詞 " Maa "

原文と翻訳

Maa

Ankit Tiwari

Dhoop jab sataye

Aanchal se dhak leti ho

Chot jab bhi aaye

Sang mere ro deti ho

Taveez jo main nikaal doon

Pareshaan ho jaati ho tum

Kisi ki buri nazar lag jayegi

Pyar se batati ho tum

O maa yaad aati ho

O maa yaad aati ho

O maa yaad aati ho

Kehna tera jo na maanu

Ik ajeeb sa dard hota hai

Aankhen bhale hi na royein

Par dil ye mera rota hai

Mujhe bhi fikar teri hai maa

Par main kehta nahin

Tera yun chup rehna maa

Acha mujhe lagta nahi

O maa yaad aati ho

O maa yaad aati ho

O maa yaad aati ho

サイト上の新しいテキストと翻訳:

200万曲以上の歌詞

様々な言語の楽曲

翻訳

あらゆる言語への高品質な翻訳

クイック検索

必要なテキストを数秒で見つけます