
以下は曲の歌詞です Rokda 、アーティスト - Akshay Verma, Aditi Singh Sharma 翻訳付き
原文と翻訳
Akshay Verma, Aditi Singh Sharma
Phool yeh chota sa
Dekho jab paudha bann jaata hai
Paudha bann jata hai
Khwaishon ka tokra
Bharne ka chaska lag jaata hai
Chaska lag jaata hai
Yeh bhi laa do, woh bhi laa do
Paison ki yeh holi hai
Jo bhi laa do kum padega
Aasmaan se badi jholi hai
Na na na
Wayo.
Yeh khada, woh khada
Lao rodkda, rodkda rodkda
Yeh khada, woh khada
Lao rodkda, rodkda
Paudha yeh chota sa
Dekho jab pedh bann jaata hai
Pedh ban jaata hai
Zindagi aish mein
Jeene ka chaska lag jaata hai
Yeh bhi laa do, woh bhi laa do
Paison ki yeh holi hai
Jo bhi laa do kum padega
Aasmaan se badi jholi hai
Na na na
Wayo.
Yeh khada, woh khada
Lao rodkda, rodkda rodkda
Yeh khada, woh khada
Lao rodkda, rodkda
Iss lamhe mein yun simat gaya sa hai
Mera aaj aur kal
Haath mein ek haath ho
Yeh chaahe dil har pal
Ankahi baaton ka
Ankaha rang chadh jaata hai
Apno ko sirf apna hi
Samajhne ka chaska lag jaata hai
Yeh bhi laa do woh bhi laa do
Paison ki yeh holi hai
Jo bhi laa do kum padega
Aasmaan se badi jholi hai
Na na na
Wayo.
Yeh khada, woh khada.
Wayo.
Angela Maria • 1956
Ece Seçkin • 2024
Eloy • 1992
Jam in the Van, Trash Panda • 2023
Reinaldo • 2002
Çeşitli Sanatçılar, Alp Arslan, Faruk Salgar • 2012
I$$A • 2020
様々な言語の楽曲
あらゆる言語への高品質な翻訳
必要なテキストを数秒で見つけます