Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya (From "Hum Dono") - Mohammed Rafi

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya (From "Hum Dono") - Mohammed Rafi

  • アルバム: Favorites

  • リリース年: 2011
  • 言語: セブアノ語
  • 間隔: 3:47

以下は曲の歌詞です Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya (From "Hum Dono") 、アーティスト - Mohammed Rafi 翻訳付き

歌詞 " Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya (From "Hum Dono") "

原文と翻訳

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya (From "Hum Dono")

Mohammed Rafi

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya

Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya

Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul Tha

Barbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya

Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh Liya

Jo Kho Gaya Maein Usko Bhulata Chala Gaya

Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho Jahan

Main Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya

Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

このアーティストの他の曲:

サイト上の新しいテキストと翻訳:

200万曲以上の歌詞

様々な言語の楽曲

翻訳

あらゆる言語への高品質な翻訳

クイック検索

必要なテキストを数秒で見つけます