Aa meri jaan - Sudha Malhotra

Aa meri jaan - Sudha Malhotra

Язык
`英語`
Длительность
271800

以下は曲の歌詞です Aa meri jaan 、アーティスト - Sudha Malhotra 翻訳付き

歌詞 " Aa meri jaan "

原文と翻訳

Aa meri jaan

Sudha Malhotra

Tere dil mein main apne armaan rakh doon

Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Tere dil mein main apne armaan rakh doon

Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Aankhein hain teri kyun khaali khaali

Baatein kahaan gayi woh pyar waali

Aankhein hain teri kyun khaali khaali

Baatein kahaan gayi woh pyar waali

Tere hothon pe apni muskaan rakh doon

Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Aansoo tere nikle dil mera roye

Chot lage tujhko to dard mujhe hoye

Aansoo tere nikle dil mera roye

Chot lage tujhko to dard mujhe hoye

Tere zakhmon pe apni zubaan rakh doon

Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Saiyaan yeh bahiyaan zara thaam le tu

Munh se kisi cheez ka naam le tu

Saiyaan yeh bahiyaan zara thaam le tu

Munh se kisi cheez ka naam le tu

Tere kadmon pe sara jahaan rakh doon

Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon.

200万曲以上の歌詞

様々な言語の楽曲

翻訳

あらゆる言語への高品質な翻訳

クイック検索

必要なテキストを数秒で見つけます